Friday, July 29, 2011
Wednesday, July 27, 2011
Tuesday, July 26, 2011
Monday, July 25, 2011
Sunday, July 24, 2011
Saturday, July 23, 2011
Friday, July 22, 2011
Wednesday, July 20, 2011
Tuesday, July 19, 2011
Saturday, July 16, 2011
Friday, July 15, 2011
Wednesday, July 13, 2011
Tuesday, July 12, 2011
Sunday, July 10, 2011
Saturday, July 9, 2011
ijaz butt ke baghair pakistan cricket ka future bright hoga.ijaz butt ko apni post se jald se jald mustafi hojana chahiye.kionki un ki wajah se pakistan cricket nuksaan pahunch raha hai .afsos ki baat yeh hai ki woh pakistani awaam ke jazbaat ka bhi khayal nahi karte .jab tak is tarah ke mizaj ke log pcb mein rahenge pakistani team ek jut nahin ho sakti .unfortunately pakistan mein jo khiladi mulk ka naam roshan karta hai baa salahiyat hota hai aur desh ke liye imaandaari se khelta hai usko is tarah ke log rahne nahin dete.shahid afridi ke saath bhi yahi hua hai.inzimam ne bhi dabao mein istifa diya tha.kion ki ek baar unke walid ne kaha tha ki mera beta abhi cricket khelna chah raha tha lekin kuchh logon ka uske upar dabao tha. jiske sabab woh waqt se pahle mutaafi hogaya.
Friday, July 8, 2011
GEET.mujhko ho gaya hai pyar mujhko hugaya hai pyaar. raton ko neend na aaye har pal teri yaad sataye, jab bhi tu mere samne aaye kar na sakon izhaar .ki mujhko hugaya hai pyaar .dekho tujhko shaam sawere, rahti hai tu dil mein mere,ji kahta hai samne tere, karlon main iqraar. mujhko hugaya hai pyaar.bholi bhali paari pyaari ,soorat teri sabse nirali,tere samne duniya saari ,lgti hai bekaar, ki mujhko hugayaa hai pyaar.
geet
HAMAD.khuda ne banaye hain kya kya nazare, zamin par chan aasman par sitare , hawayen baharen yeh rangin fazayen ,yeh badal yeh bijli yeh kali ghtayen,yeh baghon mein chiryun ki mithi sadayen, yeh saahil yeh dariya yeh maujen yeh dhare. khuda ne banaye hain kya kya........samandar mein ghota lagati machhaliyan yeh oonche pahad aur bahti yah nadiyan,mahakte huye phool khilti yeh kaliyan,lubhayen dilon ko hamare tumhare.khuda ne banaye hain kya kya .....yeh wadi yeh choti yeh jheelen yeh jharnen yeh sooraj yeh sooraj ki rangin kirnen falak se zamin par lagi hain utarne chamakte hain zarre inhin ke sahare. khuda ne banaye hain kya kya .........
Thursday, July 7, 2011
Wednesday, July 6, 2011
Subscribe to:
Posts (Atom)